AHLEHADEESO KO IMAM BUKHARI KI EK AUR MAAR:

AHLEHADEESO KO IMAM BUKHARI KI EK AUR MAAR:
.
Imam Bukhari farmate hain:
"Ye Musallama Amr hai ki Rasoolallah alaihis salam ke sabse akhri fel par amal kiya jata hai"
(Bukhari, Kitabus salat, H.no.653)
.
.
Lo Ahlehadeeso, Imam Bukhari ne khud keh diya ki Sabse akhri fel par amal kiya jana chahiye,
yehi Musallama amr hai.
To ab batao, Nabi sallallaho alaihe wasallam pehle Rafayadain karte the,
baad me chhod diya,
to tum kaunse tariqe par amal karoge??
.
Imam Bukhari ne Rafayadain ki Hadeesen likhi hain
wo sab Shuru zamana ki Namaz par daal hain,
Baad ki Hadeeso me Rafayadain nahi kiya,
uski riwayaten Abu Dawood, Nasai, Musannaf Ibne Abi Shaiba wagaira me ba-sanad sahih maujud hain.

No comments:

Post a Comment